kabhi titlii k kachay rung

~¤Akash¤~

Prime VIP
wafa ki dastan-e-ghum
chalo tum ko sunatay hain

jo dil par dagh hain apnay
sabhi tum ko dikhatay hain

suno neendain nahin ati
k dil betaab rahta hai
kabhi titlii k kachay rung
kabhi jugnu satatay hain
suno jab sham hoti hai
andheron say khafa ho kar
teri yadon k mandir main
charagh-e-shab jalatay hain....
 
Top