Kabhi ro-o-ge meri yaad mein tanha,

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kabhi ro-o-ge meri yaad mein tanha,
Ujad chuka hoga aashiyana ho jaunga main fanaa,
Meri har baat ki tasweer bana kar rakhna,
Mera intzaar apni aankhon mein bana kar rakhna,
Tujhse maangi thhi khushiyan maine,
Tuney gham bhi dene se inkaar kar diya,
Jaate hue yaad karna mood mood kar,
Mere aansoo teri awaaz ko taras rahe thhe,
Bahut yaad aaunga mein tanhaiyon mein,
Kabhi ro-o-ge meri yaad mein tanha dekhna.
 
Top