Kabhi mohabbat kisi ko gam nhi deti ye jan lo yaro,

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kabhi mohabbat kisi ko gam nhi deti ye jan lo yaro,
wo to galat waqt aur raste ka nateeja hai ye man lo yaro...

socho kya aapne kisi ke dil ko todne ki hasrat ki thi ,
wo to khud hi apne jaal me fas ke mar baithe the yaro...Kabhi mohabbat ...

koi kisi ki yari , chahal kadmi ko mohabbat samjh baithta hai ,
wo to anjaan tha khata uski kya thi yaro...Kabhi mohabbat ...

khata to hamare nazariye aur un paristhitiyo ko samajhne me thi ,
jiski wajah se hamne hi kisi ko bewafa kahkar ruswa kar diya yaro...Kabhi mohabbat ...

ab yaad rkho yha bewafa kahlane koi nhi aata ,
wo to waqt ki hasrat hai jo khud bewafa bna deta hai yao...Kabhi mohabbat ...
 
Top