Kabhi dhup to kabhi chaav ka basera hota hai......

~¤Akash¤~

Prime VIP
Zindagi mein aksar yahi hota hai .....
Kabhi dhup to kabhi chaav ka basera hota hai......
Har pal lagata waqt thaham sa gaya hai....
Par iska badalana palo mein hota hai....
Naa samajh pate hai naa samajh sakate hai...
Aisa kyo hota hai kisliye hota hai....
Bas yahi haqikat hai yahi hona hai...
Zindagi ka matlab kabhi pana kabhi khona hai..
Zindagi mein aksar yahi hota hai .....
Kabhi dhup to kabhi chaav ka basera hota hai......
 
Top