kabhi aana to halka sa ishaara dena.......

~¤Akash¤~

Prime VIP
kisi shaam kabhi aanchal ka kinara dena
main agar doob ke ubhroon to sahara dena
teri ulfat mein mukammal hoon har pehlu se
mujhe dard bhi dena to saara dena
main tujhe gham ke samandar mein kinara doonga
tu mujhe ghane tufaano mein sitara dena
main teri yaad ke sehra mein kahi rehta hoon
kabhi aana to halka sa ishaara dena.......
 
Top