Kudh hi ko haar ilzaam de ker humne unhe kabhi ruswa na kiya,
thi humari wafa kuch esi,unse hui jo khata kabhi sikwa na kiya,
per kudha ko mang baithe hum kudha se yu duwaoo mai....
jo mila kya kehte kisi se,bus iss duwa ke baad humne koi dua na kiya.....