waqt hi kyun aya aisa jiska abhi tak hume gila tha alag hai wo is duniya se uski haar baatoin mein ek nasha tha chhode kaise usse hum badi shiddato baad to humse koi mila tha insaan ho gaya hai aaj jo kal tak mera khuda tha....