"Jo husn ko chura le, woh raavan nahi main Jo paani ko sukha de, woh saawan nahi main Teri takdeer sanwaar de, itna bhi paawan nahi main main toh kewal ek bujha hua charag hun, zindagi chahta hun jo dil ko behla de, woh dillagi chahta hun"