Ek raat hui barsaat bahut, Main roya saari raat bahut. Har gham tha zamaane ka lekin, Main tanha tha us raat bahut. Phir aankh se ek saawan barsa, Jab sehar hui to khyal aaya, Woh baadal kitna tanha tha, Jo barsa saari raat bahut.