Tere deedaar ki hasrat liye galiyon mein tumhare nikal pade Dekha udhar hum akele nahin, parvaney aur bhi bahut khade Ab ilzaam unko kya doon, ye to tumhari lataafat ka asar hai Jispe main khud to kya, khuda aur saari khudai bhi kurbaan hai ......