jhut jo kaha to bada akalmand raha...

~¤Akash¤~

Prime VIP
main uska bada hi paband raha..
jise main taumar napasand raha..


wo kehta raha ki use meri koi jarurat nahi..
aur main har waqt uska jaruratmand raha


sach k sath gaya to akl par sawal uthe..
jhut jo kaha to bada akalmand raha...
 
Top