Jette hai is aaas par kabhi wo hamare kehlaynge,

~¤Akash¤~

Prime VIP
Mohabbat mein lakhon zakham khaye humne,
Afsos unhe hum par aitbar nahi,
Mat pucho kya gujarti hai dil par,
Jab wo kehte hai hamein tumse pyar nahi.

Na Jeene ki khushi hai na marne ka gum,
Gam hai to unse na milne ka,
Jette hai is aaas par kabhi wo hamare kehlaynge,
marte nahi isliye ki wo akele rah jayenge........
 
Top