Jeene ke liye to yaaro, uska diya ek zakhm hi kaafi hai

~¤Akash¤~

Prime VIP
Meri wafa ke saamne, ek tera waham hi kaafi hai
Khushiyo ka kya karu, ek tera sitam hi kaafi hai

Maang nahi duvaahi tu, khuda ka ek rahem hi kaafi hai
Khush-gawaar mausam nahi, tanhaai ka aalam hi kaafi hai

Nahi maangta duniya ko, ek bewafaa sanam hi kaafi hai
Jeene ke liye to yaaro, uska diya ek zakhm hi kaafi hai
 
Top