jeena toh chahte hain magar unki yaad ne jeene na diya, mar

~¤Akash¤~

Prime VIP
jeena toh chahte hain magar unki yaad ne jeene na diya,

marna toh chahte hain magar unki muskurahat ne marne na diya,

hasna toh chahte hain magar unke gum ne hasne na diya,

rona toh chahte hain magar unki awaaz ne rone na diya,

aur pyar toh bahut karte hain unse, par unki nafrat ne hamein pyar karne na diya.
 
Top