Jaan se bhi zyada unhe pyaar kiya karte the Yaad unhe din-raat kiya karte the Ab un raahon se guzra nahi jaata Jahan baith kar unka intzaar kiya karte the…