Jab dil ko koi itna hamla ki, jagah na chora tanhapan keliye

~¤Akash¤~

Prime VIP
Tanha pal kabhi Ek pal bhi humeh daraya hi nahi
Kyun ki....
woh pal humeh aapKe yaadon ke jhoole mein neend laati

Tanha safar me Bhi humeh kabhi akelepan mehsoos na ki
Kyun ki,
woh safar aapKe Haat pakar kar chalne ki kwaab vapis laati

Tanha dil kabhi tanha pan mehsoon na karti
Kyun ki
Jab dil ko koi itna hamla ki, jagah na chora tanhapan keliye bhi!!!
 
Top