Hath main hath deta nahi aur humsafar hona ka dawa hai, nazar se nazar milatay nahi aur pyaar hona ka dawa hai, khirkiyaan sab kholee hain par saans hai ke aati nahi, jaan leta ho meri aur jane jigar hona ka dawa hai.