Jaan jo muj pe Nisar karta tha..........

~¤Akash¤~

Prime VIP
Apna hissa shumar karta tha,

Mjse itna woh pyar krta tha,

Woh banata tha meri tasverain,

Unse baate karta tha ,

Mera dukh bhi khuloos-e-Niyet se,

Apna dukh mei Shummar karta tha,

Such Samjta tha Jhoot bhi mera,

Woh bohat mera etbaar karta tha,

Pehle Rakta tha Phool Raste mei,

Phir Mere Ane ka Intizar karta tha,

Ajj sath woh nahi "

Jaan jo muj pe Nisar karta tha..........
 
Top