izhar wo bhi nahi karte. kaha hum bhi nahi karte.....

~¤Akash¤~

Prime VIP
Mila wo bhi nahi karte.
mila hum bhi nahi karte.
wafa wo bhi nahi karte.
wafa hum bhi nahi karte.
unhein ruswayi ka dukh.
humhe tanhai ka dar.
gila wo bhi nahi karte.
shikhwa hum bhi nahi karte.
kisi mod par takrav ho jata hai aksar.
ruka wo bhi nahi karte. thehra hum bhi nahi karte.
jab bhi dekhte hai unhein sochte hai kuch kahe unse.
suna wo bhi nahi karte kaha hum bhi nahi karte.
lakin ye be such hai ki mohabat unhe bhi humse.
izhar wo bhi nahi karte. kaha hum bhi nahi karte.....
 
Top