Izhaar hum bhi nahin karte

$un$hyn

hIs )..Prince$$..(
Mila wo bhi nahin karte
mila hum bhi nahin karte
daga wo bhi nahin karte
daga hum bhi nahin karte
unhe ruswai ka dukh humein tanhai ka darr
gila wo bhi nahin karte
shikwa hum bhi nahin karte
kisi mod pe mulakaat ho jaati hai aksar
ruka wo bhi nahin karte
thehra hum bhi nahin karte
jab bhi dekhte hain unhe sochte hai
kuch kahein unse
suna woh bhi nahin karte
kaha hum bhi nahin karte
lekin ye bhi sach hai ke hai mohabbat unhe bhi humse
ikraar wo bhi nahin karte
izhaar hum bhi nahin karte...



:w
 

*Sippu*

*FrOzEn TeARs*
nice lolz@ punjabiology
Singh
starting.gif

Status: Single
 
Top