itni hastare humari,ki har hasrat pe dum nikle

~¤Akash¤~

Prime VIP
hatho mein hath tham chale the hum kai kadam magar....

hatho mein hath tham chale the hum kai kadam magar....
ungliya pehchanti jab tak.... raaste badal gaye apne....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
hazaaro.n Khvaahishe.n aisii ki har Khvaaish pe dam nikale

hazaaro.n Khvaahishe.n aisii ki har Khvaaish pe dam nikale
bahut nikale mere armaa.N lekin phir bhii kam nikale
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Hum dilli(delhi) bhi ho aaye hain, lahore bhi ghoome

Hum dilli(delhi) bhi ho aaye hain, lahore bhi ghoome hain
aye yaar magar teri gali, teri gali hai.........
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Zindagi : jis ko tera pyar mila , woh jane ,

Zindagi : jis ko tera pyar mila , woh jane ,
Hum to mahroom rahe chahne walon ki tarah .
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Khvaaish ho dil ki kuch esi ki jaha sara zaha ho daaman main

Khvaaish ho dil ki kuch esi ki jaha sara zaha ho daaman main apne

ek mukkamal jaha mil jaye mahobbat main aor rahe ta-umr jo apna banke
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
dilkashi dekhakar talatum ki hamne dekha nahi kinaro ko,

dilkashi dekhakar talatum ki hamne dekha nahi kinaro ko,
hum khi.nja se gale mile anjum log rote rahe baharo ko.
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
naa daRna tUm baWandaRon se kaBhi,, mai saaTh huN yaaRon,,

naa daRna tUm baWandaRon se kaBhi,, mai saaTh huN yaaRon,,
tOOfaaNon se bHi taKraa jaaNa hanSke tUm,, mai saaTh hun yaaRon,,..................
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
"main uske saamne ek khula khat hoon, lekin

"main uske saamne ek khula khat hoon, lekin
wo shakhs lifaafe mein band aaj bhi hai"
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
mujhe dusman ke iraadon pe bhi pyar aata hai,

mujhe dusman ke iraadon pe bhi pyar aata hai,
teri ulfaat ne mahobbat meri aadaat kar di...............???
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
na kiYa kr aiTbaar,, yun hi hr shaQs pe sHaiL,,

na kiYa kr aiTbaar,, yun hi hr shaQs pe sHaiL,,
ab to yaaRon ne bHi kHelna seekh liYa hai,,.............................
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
har kiRdaar badalta hai yaHaan,,.....

har kiRdaar badalta hai yaHaan,,.....
aYe sHaiL,, tU bHi zaRa baDal ke diKha yaaRaa,,................
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Tere ishq mai kabhi youn hoa k namaz apni qaza hoi

Tere ishq mai kabhi youn hoa k namaz apni qaza hoi
Teri aarzoo nay kabhi kabhi mujhay mere rab say mila diya
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
akSar mehFilon mein mulaaQaat,, diljalon se HoTi hai,,

akSar mehFilon mein mulaaQaat,, diljalon se HoTi hai,,
gar mujH se bHi taKraa gaYe,, to shikaaYat kaiSi,,.......................
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
na jaaNe,, kYa baaT hai sHaiL teri haSti mein,,

na jaaNe,, kYa baaT hai sHaiL teri haSti mein,,
aZiZ aNjaaN,, hr shaQs dooRii baNaaye fiRta hai,,........................
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
yUn naa hO,, ke baiThey raHo tUm inteZaar mein kiSi roZ,,

yUn naa hO,, ke baiThey raHo tUm inteZaar mein kiSi roZ,,
tUm palKein bicHHao meRe deedaaR ko aUr,, uSi raaH meRa jaNaaZa niKle,,.............
 
Top