issy sapna nahi karna sunoo asa na karna..

~¤Akash¤~

Prime VIP
wafa ruswa nahi karna
kabhi aysa nahi karna
main pehly he akeela hon
mujhy tanha nahi karna
inn jheel c ankhon main
kabhi sehra nahi karna
judai be jo aye too
to dil maila nahi kaarna
bharoosa bhi zaroori nahi
mager shikwa nahi karna
mukadar phir mukadar hy
koi wada nahi karna
bohot masroof ho jana
mujhy socha nahi karna
jooo likha hay wohi ho ga
kabhi shikwa nahi karna
haqiqat hai milan apna
issy sapna nahi karna
sunoo asa na karna..
 
Top