ishq ko salam karta sara zamaana

Miss Alone

Prime VIP
Ishq ko salam karta sara yeh zamaana hai
Jise chahte hai usne ab tak hame na apna maana hai

Mehfil mein jaakar hum kare to kya kare
Dard apna na hume kisi ko sunana hai

Khawaish to bahot thi zindgi se apni humko
Kya kare jeene ka ab koyee na bahana hai

Khuli aankh kar raah dekhu mai raat din
Par vo na aayenge aur na unhe aana hai

Royenge baad me meri kabar par aakar
Maut ko bin unke intzaar ke bhi aana hai

writer : Unkwn
 
Top