Is wakt zindgi se jung kar raha hoon main....!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
zindagi se haar kar maut ko bhi azmaaenge,
kambakht woh bhi bewafa nikli to phir kahaan jaayenge....
zakhm itne mile hain zandagi mein
ki dard kahaan se uth-ta hai kuchchh pata nahin chalta,..
sambhaalna mushkil hai isse, jab yeh dil hai machalta...
.....
magar andheri rahon se guzarke bhi zandagi ko jeena hai mujhe
ghamon ka saagr hoon main, in dard bhari nadhi-on ko peena hai mujhe..
chaahta hoon, bas ik baar khabar mil jaaye, ki kis liye jee rahaa hoon main?
mere alfaaz mein agar galtiyan mehssos hon yaaron to maaf kar dena,
Is wakt zindgi se jung kar raha hoon main....!!!
 
Top