Is tarha main TERY har khawab ki tabeer ban jaon...!!!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP



Tery hath ki main wo lakeer ban jaon,

Sirf main hi tera muqadar teri taqdeer ban jao.

Main tujhy itna chahon k tu bhool jay har rishta.

Sirf main hi tery har rishty ki tasweer ban jao.

Tu Ankhain band kary to Aaon main hi nazar.

Is tarha main TERY har khawab ki tabeer ban jaon...!!!!!
 
Top