is tarah jina hai dushwaar sa,
mai bhi talwaar sa , tu bhi talwaar sa
maine kaha ki kamaal ho, jo tum mujhe bhul jayo,
maine to fakat baat ki, tumne kamaal kar diya!!!!!!!
aaye jo mere pass to muh pher ke baithe ,
aaj ye aapne naya dastoor nikala!!!!