is safed ansu ki tarah hian

~¤Akash¤~

Prime VIP
aaj tanha betha ,
akela tha raahon mein.

socha ab kya likhun
apney dil k khushi ya
poorey saal ka gaam likhun..

jab bhi likhta toh ek,
aksh gir padta panney mein
socha shaahi bana k
isi se kyon na likhun.

kyonki jeevan bhi mera,
is safed ansu ki tarah hian
jo na dikhai deta na sunai deta..
 
Top