intezaar

Woh jante hai ki hum unke
intezaar mein hai
isliye shayad woh der laga rahe
hai
waqt kat-ta nahin unke bina
hamara
yeh jante huve bhi hame sata
rahe hai
na jane kya milta hai unhe hame
yun sata kar
jo der se akar bhi woh muskara
rahe hai …

By:Sunny yadav
 
Top