Ik Zakham

tarsemnimana01

Tarsem Nimana
265661-1.jpg


Shayad Main Zindagi Ki Sahar Le Ke Aa Gaya
Qaatil Ko Aaj Apne Hi Ghar Le Ke Aa Gaya

Taa UmR DhoonDta Raha Manzil MaiN Ishq Ki
Anjaam Ye Ke Garde Safar Le Ke Aa Gaya

Nashtar Hai Mere Haath MeiN KaaNdhoN Pe Maikada
Lo MaiN IlaaJe Dard-E-Zigar Le Ke Aa Gaya

'Faakir' Sanam Maikade MeiN Na Aata MaiN Lautkar
Ik Zakhm Bhar Gaya Tha Idhar Le Ke Aa Gaya
 
Top