i miss my bachpan

EK BACHPAN KA ZAMANA tha…….
Khushiyo ka khazana tha…
Chahat chaand ko paane ki,
Dil titli ka diwana tha..
Khabar na thi kabhi subah ki aur
na hi saam ka thikana tha….
Thak haare ke aana school se,
Par khelne bhi jaana tha…
Dadi ki kahani thi..
Pariyo ka faxana tha…
Barish me kagaz ki naav thi,
Har mousam suhana tha…
Har khel me saathi the…
Har rishta nibhana tha…
Gam ki juban na hoti thi..
Na hi jakhmo ka paimana tha….
Rone ki wajah na thi…
Na hasne ka bahana tha….
Ab nahi rahi wo zindgi…
Jaisa BACHPAN KA ZAMANA tha….;)
Dedicated 2 all my any
FRIEND……………..
^_^……...I LOVE MY ALL
FRIEND………..^_^
 
Top