humne baatti hai tanhaiyon se baatein aksaar meri zindgi ko

~¤Akash¤~

Prime VIP
humne baatti hai tanhaiyon se baatein aksaar
meri zindgi ko tadpati hai kyun teri sansein aksaar

aur toh kya hai jissse mujhe chain milta
bass teri batein aur yadein jagati hai mujhe aksaar

haal kehna aaj kisi se hamara bhi assan hota
bass teri yaad ke baad na jane kyun yeh ankhe nam ho jati hai aksaar

hamara hai koi na kabhi ayega koi
"yuhi" samjhate hai hum dil ko aaj kal aksaar

unse koi pooche mohabaat nibhai hai kisi k sath kabhi kya?
jo wafa nibhaya karte hai apni tanhaiyon se aksaar
 
Top