Raat ki tanhai mein unko awaaz diya karte hain Raat mein sitaaron se unka zikre kiya karte hain Woh ayen ya na ayen humare khwabon mein Hum toh bus unhi ka intezaar kiya karte hain