Hum to reh gaye pyaase ki pyaase,kyuki wo hamare palko ko "p

~¤Akash¤~

Prime VIP
Jaate jaate wo kuch aisi nishani de gaye,umar bhar dohara na sake aisi kahani de gaye.
Kahani ki shuruwat me rakha tha naam mera,aur jab khatam karna tha kahani to dusare ka naam de gaye.
Hum to reh gaye pyaase ki pyaase,kyuki wo hamare palko ko "pani" de gaye.
 
Top