Dil ko dil lagi se bachaya na ja saka, kismat se khud ko churaya na ja saka, hairat hai log kaise khuda ko bhool gaye, hum se to ek shaks bhulaya na ja saka.