hum bhi shakista dil hai pareshaan tum bhi ho
ander se reza2 meri jaan tum bhi ho
hum bhi hai ek ujadey huye sheher ki misaal
ankhein bta rahy hai viraan tum bhi ho
mil jaye hum to kaisa suhana safar ho ye
ghayal hai hum bhi sukhta sa maan tum bhi ho