hua toh kaun kambhakt use yaaad karta hai...

~¤Akash¤~

Prime VIP
ek ajnabi se aaj mulakaaat hui..,
thodi hi sahi magar baaat hui..
kehti hai ki akelepan mein mera saath nibhaegi...,
tanhaiyo mein aakar meri tanhai door karegi..

maine usse poocha kyun khuda dard e dil deta hai... usne kaha aisa nahi hua toh kaun kambhakt use yaaad karta hai...
 
Top