P-a-r-d-e-s-i
Ranja
kash ke dil yu udas na hota..
tumse milkar yaado mein giraftar na hota
dil mein itna humare pyaar na hota
tumhare liye mann bekrar na hota
tumhae jane ka koyi gam nahi hai
pyaar diya tumne jitna woh kam nahi hai
na jane ankhein kyun nam hain meri
rokna chahoo bhi kud ko rok nahi pata
chehra tumara ankhon mein rehta hai har dam
naam labo par or kehti hai dharkan
tumara humara kaisa hai bandhan
ajnabi ho tum phir kyun lagte ho mere humdam
na mil kar bhi tumse mil chuka hoon
aisa lagta hai barson se tumhe janta hoon
saath ho kar bhi sabke main tanha hoon rehta
apne mann ki baat kisi se bhi nahi kehta
par kar khat mera rooth na jana
agar thoda sa bhi pyaar ho to laut tum aana