hawaon mein udunga banke badal main

~¤Akash¤~

Prime VIP
tumhari yaadon ko mitane ki koshish hai jari
khat the wo sare jala diye humne
kuch pani mein baha aaye

aankhe band karlu aur sitaron ko bhi na dekhu main
agar tum khusbu banke aao to naak sikodu main

kadam apne zameen par bhi na padne du main
hawaon mein udunga banke badal main
 
Top