Hath Mera Ai Meri Parachain Tu Hi Tham Le

fatimiya

tune rula diya

Hath Mera Ai Meri Parachain Tu Hi Tham Le

Hath mera ai meri parachain tu hi tham leEk muddat se

mujhe tu sujhata kuch bhi nahiShahar e shab mai kaun sa

ghar tha na di jis par sadaNeend ke andhe musafir ko mila

kuch bhi nahiUmr bhar umr e gurezan se na meri ban

sakiJo kare karti rahe main puchta kuch bhi nahiWo bhi

shayad ro pare viran kagaz dekh karMain ne us ko akhri

khat mai likha kuch bhi nahi

Hath mera ai meri parachain tu hi tham le,
Ek muddat se mujhe tu sujhata kuch bhi nahi,

Shahar e shab mai kaun sa ghar tha na di jis par sada,
Neend ke andhe musafir ko mila kuch bhi nahi,

Umr bhar umr e gurezan se na meri ban saki,
Jo kare karti rahe main puchta kuch bhi nahi,

"Wo bhi shayad ro pare viran kagaz dekh kar,
Main ne us ko akhri khat mai likha kuch bhi nahi...!!!"

Bahot laajawaab

Top