har waqt

Tumhari Judai se kya kya na sikha hai,


Pehle hasna aur phir rona sikha hai,


Dard mein hasna bhi tumhari judai se sikha hai,


Logo se Mohabbat karna,


logo ke dard ko apna samjhna bhi,


Tumhari judai se sikha hai,


Dard sehna, dard mein muskrana,


Aur tanhayi main rona bhi,


Tumhari judai se sikha hai,


Har waqt tadapna,


Raato ko uth uth ke rona bhi,


Tumhari judai se sikha hai....!

aane ka wadaa karke tum laut ke naa aaye

Tum kyu chali gayi itani dooooor.....

 
Top