Hame to pata tha ki woh bevafa daga dega,

~¤Akash¤~

Prime VIP
mere paas se guzra..mera haal tak na pucha,

mere paas se guzra..mera haal tak na pucha,
main kaise yakeen karlu..ke wo door jaake roya.....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Hadh chahiye saza main aaqubat kay wastay

Hadh chahiye saza main aaqubat kay wastay
akhir gunahgar hun kaafir nahin hon main....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
labon se toot gaye guftagu ke sab rishte

labon se toot gaye guftagu ke sab rishte
wo dekhta hai to bas dekhta hi rahta hai ....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
ab pas-e-sohbat-e-derina koi baat bhi kar

ab pas-e-sohbat-e-derina koi baat bhi kar
nazar mila to sahi.. mein tujhe dua dunga....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
yahan har shaqs ki adaa hai judaa yaaro,

yahan har shaqs ki adaa hai judaa yaaro,
kahin koi kisipe to kahin kisipe hai koi fida yaaro...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Rukwaa dena mere janaaze ko jab 'Unki 'gali aaye...

Rukwaa dena mere janaaze ko jab 'Unki 'gali aaye...

Kyaa pataa Woh khidki kholen or mera Dil dhadak Jayee...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
hum ko samjh na aaya teri nazron ka takaza kya hai

hum ko samjh na aaya teri nazron ka takaza kya hai
kabhi parda kabhi jalwa yeh tamasha kya hai....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
tere ghar me chand nikla ye khubsurat h

tere ghar me chand nikla ye khubsurat h
kahan se aaya tha zara ye to poochte
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Zindagii roz naye rang mein dhal jaati hai ,kabhii

Zindagii roz naye rang mein dhal jaati hai ,kabhii dushman to kabhi dost nazar aatii hai,kabhii chaa jaye,barjaye,ghata beimausam ,kabhii ek boond ko bhii rooh taras jaatii hai
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Muddaton baad mila, mera naam poochh liya

Muddaton baad mila, mera naam poochh liya
bichharte waqt jisne kaha tha "bahut yaad aaoge tum"
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
doobi hain meri ungliyan khud apne hi lahoo main

doobi hain meri ungliyan khud apne hi lahoo main
ye kaanch ke tukron ko uthane ki saza hai
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Tumne Sab Luta diye Ashq Meri Palko Ke,

Tumne Sab Luta diye Ashq Meri Palko Ke,
Ek Zamaana Lagta Hai, Aaine Sajaane Mein....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Wo to aaine ko bhi hairat mai daal deta hai

Wo to aaine ko bhi hairat mai daal deta hai
Kisi kisi ko Khuda ye kamaal deta hai.....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Mehsoos ki hai berukhi teri baato mein kayi baar maine

Mehsoos ki hai berukhi teri baato mein kayi baar maine
Lehja wo phir bhi tera mujhko itna bhata kyu hai.....
 
Top