hame lagta hai..ab ham is gam-e-lashkar me doob rahe hai...!

~¤Akash¤~

Prime VIP
hamari paak mohabat ko unhone khilona bana diya...
jab be jee chaha hamse munh mor liya..
kabi na samjha hamare rukhsaro pe faili udasi ko..
kabi na samjha hamare judai me doobe sehra ko..
din-rat tadpte rahe khamosh mohobat nibhaate rahe...
kabi na samjha unhone hamare har pal swaah hote armaano ko...
..
ab hame lagta hai...wo hamare zindgi se khail rahe hai..
hame lagta hai..ab ham is gam-e-lashkar me doob rahe hai...!!!
 
Top