Hamari chup mein be guftugu hai Samaj sako to hame batana J

~¤Akash¤~

Prime VIP
Guzra zamana buhut suhana
Jo yaad aye to laut ana

Wo ankhon ankhon mai baat karna
Hansi chupane ko lab ke agae haseen komal se haath karna

Kabi hansana ,Kabi rulana
Jo yaad aye to laut ana

Hame tumhari hi justuju hai
Tumhare chahat ke arzu hai

Ye baat tum be to kabhi samjo
Hamari chup mein be guftugu hai

Samaj sako to hame batana
Jo yaad aye hum to laut ana..
 
Top