Hamain kash tum say muhabat na hote

~¤Akash¤~

Prime VIP
Hamain kash tum say muhabbat na hote
Kahani hamari haqeeqat na hote
Na dil tum ko dete na majboor hote
Na duniya na duniya kay dastoor hote
Qayamat say pahlay na qayamat hote
Hamain kash tum say muhabat na hote
Hum hi berh gye ishq main had say agay
Zamanay nay thokar lagaye to jage
Agar mar bhi jate to herat na hote
Hamain kash tum say muhabat na hote
Tumhi poonkh dete nasheman hamara
Muhabat pay ahsan hota tumhara
Zamanay say koi shikayat na hote
Hamain kash tum say muhabat na hote
 
Top