Hakikat :'(

chief

Prime VIP


Hakikat na pooch mere fasane ki
tere jaate hi badal gayee nazar jamane ki
log puchte hai main khush kyon nahi
kya kahu meri to aadat hai aapke saath muskurane ki...

 

gabro29

Member


Hakikat na pooch mere fasane ki
tere jaate hi badal gayee nazar jamane ki
log puchte hai main khush kyon nahi
kya kahu meri to aadat hai aapke saath muskurane ki...

So baar chaman mehka So bar bahar ayi,
Duniya ki wohi ronaq Dil ki wohi Tanhayi,
Ye raat ki khamoshi Ye Aalam e Tanhayi,
Phir dard utha dil mein Phir Yaad teri ayi...
 
Top