hai sja muzko dil lagane par.................

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kya likhe aaj k jamane par.......
dard hota hai muskurane par..dekhkar hadaso-halaton ko
hosh rehata nahi thikane par.......
kitane khudgarj log hote hai.........pata chalta hai aajmane par.....
jindagi aab kaha mehafuj rahi...aa tiki hai sirf ak nishane par...
dil ko yakin tha k shayad wo man jaaye manane par......
jakhma hasil hai umrabhar k liye...
hai sja muzko dil lagane par.................
 
Top