gajaraa banaa ke le aa maalaniyaa

gajaraa banaa ke le aa maalaniyaa
vo aaye hain ghar mein hamaare
der na ab tuu lagaa

saaraa chaman ho jinakaa diivaanaa
aisii kaliyaaN chun ke laa
laalii ho jin me.n un ke labon kii
un ko piro ke le aa

jo bhii dekhe un kii suurat
jhukii jhukii aNkhiyon se pyaar kare
chandaa jaisaa ruup hai un kaa
aaNkhon mein ras hai bharaa

 
Top