zindagi tujhse ek gila sa hai ashqon ki har boond mein wo mila sa hai tu toote hue sapno ka kafila sa hai meri galtiyon ka yeh sila sa hai fir bhi tujhe paane ka bharosa sa hai