~¤Akash¤~
Prime VIP
Kia Hai Woh?
woh eik socha howa naaz sa takalum mai
nazar mai eik jhijak si koi banai hoi
laboon pay eik tabassum zara lajaya sa
jabeein pay bazm-e-murawat saji sajai hoi
dhaka dhaka sa takkber woh baat sunay mai !
thi jis mai hsun ki nazish kahien chupaai hoi
badan mai khoof ki larzish bhi,or dawat bhi !
garaiz karti hoi or qareeb lai hoi
kuch us ko daikh kay khalta na tha kay kia hai woh?
faraib deyti hoi yaah faraib khai hoi !