Yeh yaad hi to yaad hai k har yaad main tu yaad hai jis yaad main tu yaad nahin wo yaad bhi koi yaad hai yeh jo yaad yaad ka hai silsila is silsila_e_yaad main faqat tu hi tu yaad hai.